🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Kya Aap Jante Hain…🥀* *✏️Sarkar Aala Hazrat رضي الله عنه Ne Kitne Uloom Per Kitabein Likhi Aala Hazrat رضي الله عنه Ne taqreeban 50 Uloom Par Kitabain Likhi* 👇👇👇👇👇 *Aqaid Par 31* *Hadees Par 11* *Seerat Par 3* *Akhlaq Par 2* *Takseer Par 1* *He’at Par 3* *Tanjim Par 1* *Rad’de Nadwa Par 17* *Rad’de Thanwi Par 9* *10. Rad’de Nasibi Par 11* *ilm e Qlam Par 17* *Usool e Hadees Par 2* *Fiqah Par 150* *ilm e Adab Par 6* *ilm e Waqf Par 1* *ilm e Zeejat Par 1* *Rad’de Hunud Par 1* *Rad’de Qadyani Par 6* *Rad’de Mulla Nazir Dehelvi Par 6* *Rad’de Mufsiqa Par 7* *FzaiL-o-Manaqib Par 31* *Usool -e-Fiqah Par 9* *Naat Sharif Par 2* *ilm e Jafer Par 3* *Hisaab Par 1* *Rad’de Ariya Par 2* *Rad’de Ismaeel Dehelvi Par 10* *Rad’de Gair Muqallid Par 26* *Rad’de Tafzili Par 7* *Tajweed Par 2* *Azkaar Par 5* *Tasawwuf Par 3* *Tarikh Par 3* *Tauqiaat Par 6* *Arsi Mateeqi Par 3* *Rad’de Nasrani (Christian) Par 11* *Rad’de Wahabiyat Par 76* *Satsaufa Batila Par 2* *Rasme Khatm...
संदेश
नवंबर, 2021 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 आला हज़रत वारिस ए पाक की नज़र में 🥀* *✏️ हजरत सैयद वारिस अली शाह रहमातुल्लाह अलैह* बडे पाऐ के बुजुर्ग गुजरे हैं, बडी सादा जिन्दगी गुजारी, जब आप *हुजूर सलल्लाहू तआला अलैहि व सल्लम के शहर मदीना शरीफ पहुंचें* तो जूती 👞 👞उतार दीं, फिर उस के बाद आपने पूरी जिन्दगी जूती के बगैर ही गुजारी । *ये है अदब हुज़ूर अलैहिस्सलाम के शहरे मदीना ए मुनव्वरा का* जब *आला हज़रत* ने सैय्यद वारिस अली शाह रहमातुल्लाह अलैह की खिदमत में हाज़िर होने का इरादा फरमाया ,उस वक़्त आपकी उम्र 25 साल थी, आप सैयद साहब की ज्यारत के लिए "देवा शरीफ" पहुंचे । *आला हज़रत और सैय्यद वारिस ए पाक की उस वक़्त तक आपस में कोई मुलाकात नही थी*, मुलाकात का यह पहला मौका था सैय्यद वारिस ए पाक रोनक अफ़रोज़ थे, मुरीदीन आपकी ख़िदमत में हाज़िर थे, *जब आला हज़रत पहुंचे तो सैय्यद वारिसे पाक फौरन संभल कर बैठ गये और फरमाया*.........👇 " *मौलाना आला हज़रत आ गए* " हज़रत सैय्यद वारिस अली शाह साहब के पास बड़े बड़े उलामा ए किराम आया करते थे, लेकिन आप किसी को मौलाना नही कहते थे और ना ही *आला हज़रत* कहते थे...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 आला हज़रत, इमामे अहले सुन्नत, अश्शाह इमाम अहमद रज़ा खाँ फ़ाज़िले बरेलवी रदियल्लाहो तआला अन्हु को अल्लाह तआला ने बेशुमार इल्मो फ़ज़्ल से नवाज़ा था 🥀* *✏️आपकी ज़ात पर उल्मा की मुख़्तलिफ़ तहक़ीक़ात हैं जिनमें से आप के उलूम पर बात करते हैं, किसी ने कहा कि आप 55 उलूम के माहिर थे, किसे ने कहा कि आप 56 उलूम के माहिर थे, किसी ने तहक़ीक़ किया कि आप 70 उलूम के माहिर थे, किसी ने लिखा आप 105 से ज़्यादा उलूम के माहिर थे लेकिन एक तहक़ीक़ ने हमारे क़ुलूबो अज़हान को हिला कर रख दिया, जब उस मुहक़्क़ीक़ ने कहा कि आप 120 से ज़्यादा उलूम के माहिर थे...* *आइए जानते हैं तकरीबन उन 120 उलूमों को :-* 👇👇👇👇👇👇 1. इल्मे किरात 2. इल्मे तजवीद 3. इल्मे तफ़सीर 4. इल्मे उसूले तफ़्सीर 5. इल्मे हदीस 6. इल्मे उसूले हदीस 7. इल्मे असानीदे हदीस 8. इल्मे अस्माउल रिजाल 9. इल्मे जरहो तादील 10. इल्मे तख़रीजे हदीस 11. इल्मे लुगते हदीस 12. इल्मे रसमुल ख़ततुल क़ुरआन 13. इल्मे फ़िक़्ह 14. इल्मे उसूले फ़िक़्ह 15. इल्मे रसमुल मुफ़्ती 16. इल्मुल फ़राइज़ 17. इल्मुल क़लाम 18. इल्मुल अयाम 19. इल्मुल अहकाम 20. इल्मुल औज़ान 21. तकाबुले अदीया...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 40 وَ اِذْ قَالَ مُوْسٰى لِقَوْمِهٖ یٰقَوْمِ اِنَّكُمْ ظَلَمْتُمْ اَنْفُسَكُمْ بِاتِّخَاذِكُمُ الْعِجْلَ فَتُوْبُوْۤا اِلٰى بَارِىٕكُمْ فَاقْتُلُوْۤا اَنْفُسَكُمْؕ-ذٰلِكُمْ خَیْرٌ لَّكُمْ عِنْدَ بَارِىٕكُمْؕ فَتَابَ عَلَیْكُمْؕ-اِنَّهٗ هُوَ التَّوَّابُ الرَّحِیْمُ(۵۴) ✏️Aur Jab Musa Ne Apni Qaum Se Kaha Aey Meri Qaum Tumne Bachhada Bana Kar Apni Jaano Par Zulm Kia To Apne Paida Karne Wale Ki Taraf Ruju Lau To Aapas Me Ek Dusre Ko Qatal Karo Yeh Tumhare Paida Karne Wale Ke Nazdik Tumhare Liye Behtar Hai To Usne Tumhari Tauba Qabul Ki Beshak Wahi Hai Bohat Tauba Qabul Karne Wala Meharbaan(Ayat 54) Tafseer Yani Aur Yaad Karo Aey Bani Israyil Jab Musa Ne Toor Se Wapas Aakar Yeh Haal Dekha To Apni Qaum Se Jinhone Bachhadeko Puja Tha Ke Aey Meri Qaum Tumne Bachhadapuj Kar Apni Jaan Par Zulm Kia Hai To Qaum Ne Kaha Ab Hum Kya Kare Farmaya Pas Apne Paida Karne Wale Ki Taraf Ruju Lao Yani Us Bachhade Ki Puja Se Tauba Karo, Bole Kaise Tauba Karei...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 39 وَ اِذْ اٰتَیْنَا مُوْسَى الْكِتٰبَ وَ الْفُرْقَانَ لَعَلَّكُمْ تَهْتَدُوْنَ(۵۳) ✏️Tarjumah : Aur Jab Humne Musa Ko Kitaab Ata Ki Aur Haq Wa Baatil Me Tameez Kar Dena Ke Kahi Tum Raah Par Aao (Ayat 53) Tafseer Yani Aur Yaad Karo Jab Humane Musa Ko Kitaab Yani Tairat Ata Ki Aur Haq Wa Batil Me Tameez Karne Wali Aur Halaal Wa Haraam Me Farq Karne Wali Chiz Marhmat Farmayi Taake Tum Rah Par Aao Gumrahi Se Bacho. Tambiyah : Furqaan Ke Ma'ani Farq Karne Wali Chiz Ke Hai Isme Bhi Taurait Murad Hai Aur Yeh Taurait Ka Wasf Hai Ek Wo Haq Ko Bati Se Juda Karti Hai Aur Baz Ne Kaha Hai Ke Is Se Hujjat Wa Maujizat Hai Jo Haq Wa Batil Me Farq Karte Hai, Kufr Ko Imaan Se Juada Karte Hai, Aur Baz Kahte Hai Ke Is Se Sharha Murad Hia Jo Halaal Wa Haram Me Farq Karti Hai. (Baizaawi) 📚Tafseer E Razvi Jild 1 Safah 33 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 38 ثُمَّ عَفَوْنَا عَنْكُمْ مِّنْۢ بَعْدِ ذٰلِكَ لَعَلَّكُمْ تَشْكُرُوْنَ(۵۲) ✏️Phir Iske Bad Humane Tumhe Maufi Di Ke Kahi Tum Ehsaan Mano Tafseer Yani Phir Bachhada Banae Aur Use Pujane Ke Bad Humne Tumhe Maufi Di, Tumhara Gunah Baksha Taake Tum Ehsaan Mano Aur Humari Naimato Ka Sukriyah Ada Karo. 📚Tafseer E Razvi Jild 1 Safah 33 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 37 وَ اِذْ وٰعَدْنَا مُوْسٰۤى اَرْبَعِیْنَ لَیْلَةً ثُمَّ اتَّخَذْتُمُ الْعِجْلَ مِنْۢ بَعْدِهٖ وَ اَنْتُمْ ظٰلِمُوْنَ(۵۱) ✏️Tarjumah : Aur Humne Musa Se Chalis Raat Ka Wada Farmaya Phir Uske Pichhe Tumne Bachhade Ki Pujja Shuru Kar Di Aur Tum Zalim Thay Tafseer In Ayat Me ALLAH Ta'ala Musa Allaihisallam Ke Halaat Bayan Farmata Hai Jo Unko Qulmzam Se Utarne Ke Bad Paish Aaye Taake Bani Israyil Unko Malum Karke Khuda Ke Shukr Guzar Aur Farma Bardar Ho, Pas Jab Musa Allaihisallam Bahr Qulzam Se Par Hokar Kue Toor Ke Pass Pohche To ALLAH Ta'ala Ne Farmaya : Ke Tum Tis Din Tak Tark E Dunia Kar Ke Humari Ibadat Karo Take Tum Me Qalbi Wa Jismani Kushaafat Khatam Ho Kar Ruhani Taaqat Bad Jaye Aur Khuda Se Hum Kalami Ki Salahiyat Paida Ho, Chunache Hazrat Musa Allihisallam Ko Toor Ke Jungle Me Ibadat Wa Riyazat Ke Liye Chale Gaye , Unke Jaane Ke Bad Bani Israyil Ko Samri Ne Jo Ek Munafiq Shu'abadbaz Aadmi Tha Usne Logo Ko Wargalaya ...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 36 وَ اِذْ فَرَقْنَا بِكُمُ الْبَحْرَ فَاَنْجَیْنٰكُمْ وَ اَغْرَقْنَاۤ اٰلَ فِرْعَوْنَ وَ اَنْتُمْ تَنْظُرُوْنَ(۵۰) ✏️Tarjumah : Aur Jab Humne Tumhare Liye Dariyah Phad Dia To Tumhe Bacha Liya Aur Firon Walo Ko Tumhari Aankho Ke Samane Dubo Dia (Ayat 50) Yani Aur Yad Karo Jab Humne Tumhare Liye Dariyah Phad Diye Usme Rasta Bana Dia Ke Tum Usme Guzar Gaye Pas Tumhe Firon Ke Hatho Se Bacha Liya Aur Firon Mah Uske Lashkar Aur Kumba Qabile Walo Ke Tumhare Samane Dariyah Me Dubo Dia Aur Wo Dariyah E Qalzum Tha Jab Bani Israyil Is Se Sahi Wa Salamat Guzar Gaye Aur Firon Ne Dekha Ke Uska Pani Phata Huwa Hai To Usne Apne Sath Walo Se Kaha Ke Dekho Meri Haibat Se Dariyah Phat Gaya Hai To Usme Chalo Pas Wo Uske Sath Usme Dakhil Hue Jab Bich Dariyah Me Pohche To Khuda Ke Hukm Se Dariya Mil Gaya Aur Wo Sab Garq Ho Gaye (Siraaj) Tambiyah : Firon 10vi Muhrram Ko Garq Huwa Tha, Hazrat Musa Allaysallam Ne Us Roz Shukriyah Ka Roza Rakha Tha Huzur ﷺ...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 35 وَ اِذْ نَجَّیْنٰكُمْ مِّنْ اٰلِ فِرْعَوْنَ یَسُوْمُوْنَكُمْ سُوْٓءَ الْعَذَابِ یُذَبِّحُوْنَ اَبْنَآءَكُمْ وَ یَسْتَحْیُوْنَ نِسَآءَكُمْؕ-وَ فِیْ ذٰلِكُمْ بَلَآءٌ مِّنْ رَّبِّكُمْ عَظِیْمٌ(۴۹) ✏️Tarjumah Aur Yaad Karo Jab Humne Tumko Firon Walo Se Najaat Bakhshi, Ke Tum Par Bura Ajaab Karte Thay Tumhare Beto Ko Zibah Karte Aur Tumhari Betiyo Ko Zinda Rakhte Aur Usme Tumhare Rab Ki Taraf Se Badi Bala Thi Ya Bada Inaam Tafseer Yeh Aur Iske Bad Ki Aayat Me انعمت علیکم Ka Bayan Hai Yani Yad Karo Aey Aulad E Yaqub Jab Ke Humne Tumhe Yani Tumhare Aaba Wa Ajdaad Ko Firon Walo Ke Zulm Se Najaat Bakhshi Ke Wo Tum Par Bohat Bada Ajaab Karte Tha, Tumhari Ladko Ko Zibah Karte Thay Aur Ladkiyo Ko Zinda Rakhte Thay, Aur Yeh Wo Isliye Karte Thay Ke Firon Ne Khwaab Me Dekha Tha Ke Ek Aag Ne Bait Ul Muqdas Se Aakar Misr Ko Gher Lia Aur Tamaam Qabtiyo Ka Jala Dia Aur Bani Israyil Ko Koi Nuqsan Nahi Pochaya, Uski Tabeer Kahino Se Puchhi To Unhone...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 34 وَ اتَّقُوْا یَوْمًا لَّا تَجْزِیْ نَفْسٌ عَنْ نَّفْسٍ شَیْــٴًـا وَّ لَا یُقْبَلُ مِنْهَا شَفَاعَةٌ وَّ لَا یُؤْخَذُ مِنْهَا عَدْلٌ وَّ لَا هُمْ یُنْصَرُوْنَ(۴۸) ✏️Aur Daro Us Din Se Jis Din Koi Jaan Dusre Ka Badla Na Ho Sakegi Aur Na Kafir Ke Liye Koi Sifarish Mani Jaye Aur Na Kuch Le Kar Uski Jaan Chhordi Jaye Aur Na Unki Madad Ho Tafseer Yani Aur Daro Us Din Se Jis Djin Koi Jaan Dusri Jaan Ka Badla Na Ho Sakegi Aur Wo Din Qayamat Ka Hoga Aur Na Kafir Ke Liye Koi Sifaarish Mani Jayegi Aur Na Kuch Fidiya Wa Mua'wza Lekar Uski Jaan Chhordi Jayegi Aur Na Unki Madad Hogi Jiske Sabab Wo Azaab E ILLAHI Se Bachein Aur Dozakh Se Najaat Paye. Tambiyah : Yeh Aayat Kufaar Ke Sath Makhsus Hai, Ahl Kabaair Is Se Murad Nahi Hai, Isliye Tarjumah Me Kufaar Ka Lafz Zahir Kia Gaya Digar Aayat Wa Ahadees Is Ki Taeed Karti Hai Aur Yeh Aayat Qaul E Yahud Ke Rad Me Nazil Hui Hai Ke Wo Gumaan Kia Karte Thay Ke Unke Baap Wa Dada Qayamat Ke Din Unki S...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 33 یٰبَنِیْۤ اِسْرَآءِیْلَ اذْكُرُوْا نِعْمَتِیَ الَّتِیْۤ اَنْعَمْتُ عَلَیْكُمْ وَ اَنِّیْ فَضَّلْتُكُمْ عَلَى الْعٰلَمِیْنَ(۴۷) ✏️Tarjumah : Aey Aaulad E Yaqub Yaad Karo Mera Wo Ahsaan Jo Maine Tum Par Kia Aur Yeh Ke Us Saare Zamane Par Tumhe Badai Di Tafseer Chunake Bani Israyil Ko Aaulad E Nabi Aur Ahl Ilm Hone Ka Bohat Zayda Guroor Ho Gaya Tha Aur Dusro Se Ta'asub Karne Lage Thay Isliye ALLAH Ta'ala Ne In Aayat Me Unhe Dubara Apni Naimatein Yaad Dila Kar Guroor Wa Ta'asub Se Baz Rahne Aur Apni Naimato Ka Shukar Ada Karne Ki Hidayat Ki Aur Farmaya Ke Aey Aulaad E Yaqub ! Yaad Karo Tum Mera Wo Ehsaan Jo Maine Tum Par Kia Aur Tumhare Baap Dada Ko Us Zamana Ke Logo Par Fazilat Di, Yani Mere Ehsanaat Wa Fazilat Ko Yaad Karo Jo Maine Tumhare Baap Dada Ko Di Thi Ke Isme Ambiyah Badhshah Kiye Thay Aur Unhe Izzat Wa Wajahat Di Thi, Ilm Wa Imaan Dia Tha Pas Iske Shukriyah Me Tum Meri Itaa'at Wa Ibadat Karo Aur Meri Farmabarda...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 32 وَ اسْتَعِیْنُوْا بِالصَّبْرِ وَ الصَّلٰوةِؕ-وَ اِنَّهَا لَكَبِیْرَةٌ اِلَّا عَلَى الْخٰشِعِیْنَۙ(۴۵) ✏️Aur Sabr Aur Namaz Se Madad Chaho Aur Beshak Namaz Zaror Bhari Hai Magar Unpar Jo Dil Se Meri Taraf Jhukate Hai الَّذِیْنَ یَظُنُّوْنَ اَنَّهُمْ مُّلٰقُوْا رَبِّهِمْ وَ اَنَّهُمْ اِلَیْهِ رٰجِعُوْنَ۠(۴۶) Jinhe Yaqin Hai Ke Unhe Apne Rab Se Milna Hai Aur Usi Ki Taraf Phirna Tafseer Yeh Pehli Ayat Ka Tatmiyah Hai, Yani Tum Par Khawaisht Nafsani Galba Kare Ya Tumhe Koi Ranj Wa Gham Ghaire Ya Tum Par Koi Musibat Pade To Use Dafah Karne Aur Khawaish Nafsaani Ko Tordh Ne Ke Liye Tum Sabr Karo Roza Rakho Namaz Pado Ke Roza Khawaisht E Nafs Ko Tordh Deta Hai Aur Namaz Khuda Ki Taraf Mutwajah Karke Rang O Gham Me Mashgul Ho Jate Thay (Haqaani Wa Jalalain) Hazrat Abbas Radiallahu Ta'ala Anho Se Marwi Hia Ke Unke Beto Me Se Ek Beta Marne Ke Sifarish Huwa, Unko Khabar Ki Gayi To W Fauran Namaz Me Mashgul Ho Gaye Yaha Tak Ke Unka Bet...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 31 اَتَاْمُرُوْنَ النَّاسَ بِالْبِرِّ وَ تَنْسَوْنَ اَنْفُسَكُمْ وَ اَنْتُمْ تَتْلُوْنَ الْكِتٰبَؕ-اَفَلَا تَعْقِلُوْنَ(۴۴) ✏️Tarjumah : Kya Logo Ko Bhalai Ka Hukm Dete Ho Aur Apni Jaano Ko Bhulte Ho Halake Tum Kitaab Padate Ho To Kya Tumhe Aqal Nahi (Ayat 44) Tafseer Shaan E Nuzul : Yeh Ayat Ulma E Yahud Ke Liye Nazil Hui Hai Ke Wo Dusre Ko Naik Kaam Karne Ki Hidayat Karte Thay Aur Khud Na Karte Thay, Hazrat Abdullah Ibn Abbas Farmate Hai Ke Baz Ulma E Yahud Un Yahudio Se Jo Imaan Le Aaye Thay Kahte Thay Ke Tum Deen E Islam Par Qayam Raho, Ita'at Muhammadi Kiye Jao Yahi Sacha Mazhab Hai Aur Khud Islam Nahi Late Thay, ALLAH Ta'ala Is Se Manah Karta Aur Farmata Hai Ke Kya Tum Logo Ko Bhalai Ka Hukm Dete Ho. Yani Muhammad ﷺ Par Imaan Laane Aur Islam Par Qayam Rahne Ko Kahte Ho Aur Apne Nafso Ko Bhulate Ho, Unhe Imaan Laane Aur Islam Me Dakhil Hone Ka Hukm Nahi Karte Halake Tum Taurait Padte Ho, Usme Khud Amal Na Karne Aur Dusro ...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 30 وَ اَقِیْمُوا الصَّلٰوةَ وَ اٰتُوا الزَّكٰوةَ وَ ارْكَعُوْا مَعَ الرّٰكِعِیْنَ(۴۳) ✏️Aur Namaz Qayam Rakho Aur Zakaat Do Aur Ruku Karne Walo Ke Sath Ruku Karo (Ayat43) Tafseer Yani Pancho (5) Waqt Ki Namaz Pado Aur Apne Malo Ke Har Saal Zakat Nikaal Do Aur Namaz Ya Ruku Namaz Padne Walo Ke Sath Pado Yani Ashaab E Muhammad ﷺ Ke Sath, Ke Yaahud Ki Namaz Me Ruku Na Tha Aur Alhida Namaz Padte Thay Isliye Unhe Hukm Dia Gaya Ke Wo Musalmano Ke Sath Un Jaisi Namaz Pade, Isme Jamaat Se Namaz Padne Ki Targib Hai Ke Jamaat Se Namaz Padna Akele Namaz Padne Se 7 Guna Zayda Fazilat Rakhta Hai Jaisa Ke Bukhari Ki Hadees Me Aaya Hai. 📚Tafseer E Razvi Jild 1 Safah 30 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 29 وَلَا تَلْبِسُوا الْحَقَّ بِالْبٰطِلِ وَتَکْتُمُوا الْحَقَّ وَاَنۡتُمْ تَعْلَمُوۡنَ﴿۴۲﴾ ✏️Aur Haq Se Batil Ko Na Milao Aur Deeda Wa Danista Haq Na Chhupao Tafseer Tambiyah : لَا تَلْبِسُوا Ke Mukhatib Agar Che Bani Israil Hai Lekin Is Me Jarbdast Taujeeh Humare Liye Bhi Hai Ke Hum Me Baz Ulma Aur Qazi Wa Mufti Iske Murtkib Hai, Agraaz Deenwi Ke Liye Wo Ahkam Wa Ayaate Illahi Ko Gair Mahal Chaspa Karte Unme Taawil Karke Duniadaro Se Fayda Uthahte Hai. (Azizi) 📚Tafseer E Razvi Jild 1 Safah 30 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 28 یٰبَنِیۡۤ اِسْرَآءِیۡلَ اذْکُرُوۡا نِعْمَتِیَ الَّتِیۡۤ اَنْعَمْتُ عَلَیۡکُمْ وَاَوْفُوۡا بِعَہۡدِیۡۤ اُوۡفِ بِعَہۡدِکُمْۚ وَ اِیّٰیَ فَارْہَبُوۡنِ﴿۴۰﴾ ✏️Aey Yaqub Ki Aaulad Yaad Karo Mera Wo Ehsaan Jo Maine Tum Par Kia Aur Mera Ahad Pura Karo Main Tumhara Ahad Pura Karuga Aur Khaas Mera Hi Dar Rakho وَاٰمِنُوۡا بِمَاۤ اَنۡزَلْتُ مُصَدِّقًا لِّمَا مَعَکُمْ وَلَا تَکُوۡنُوۡۤا اَوَّلَ کَافِرٍۭ بِہٖ ۪ وَلَا تَشْتَرُوۡا بِاٰیٰتِیۡ ثَمَنًا قَلِیۡلًا ۫ وَّ اِیّٰیَ فَاتَّقُوۡنِ﴿۴۱﴾ Aur Imaam Lao Us Par Jo Maine Utara Uski Tasdiq Karta Huwa Jo Tumhare Sath Hai Aur Sab Se Pehle Uske Munkir Na Bano Aur Meri Aayato Ke Badle Thode Dam Na Lo Aur Mujh Se Daro Tafseer : Jab ALLAH Ta'ala Tauheed Wa Nabuwat Aur Abadad Ma'aad Ko Bayan Kar Chuka To Uski Taeed Me Aam Naimato Ka Zikr Farma Kar Aur Bani Israil Ko Makhsus Naimatein Yaad Dila Kar Apni Taraf Mutwajah Karta Hai Aur Farmata Hai Aey Yaqub Ki Aaulad ! Yaad Karo Tum Mere Wo Ehsaan Jo ...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 27 فَتَلَقّٰۤی اٰدَمُ مِنۡ رَّبِّہٖ کَلِمٰتٍ فَتَابَ عَلَیۡہِ ؕ اِنَّہٗ ہُوَ التَّوَّابُ الرَّحِیۡمُ﴿۳۷﴾ ✏️Tarjumah : Phir Sikh Liye Aadam Ne Apne Rab Se Kuchh Kalme To ALLAH Ne Uski Tauba Qabool Ki Beshak Wahi Bohat Tauba Qabool Karne Wala Meharbaan (Ayat 37) قُلْنَا اہۡبِطُوۡا مِنْہَا جَمِیۡعًا ۚ فَاِمَّا یَاۡتِیَنَّکُمۡ مِّنِّیۡ ہُدًی فَمَنۡ تَبِعَ ہُدَایَ فَلَا خَوْفٌ عَلَیۡہِمْ وَلَا ہُمْ یَحْزَنُوۡنَ﴿۳۸﴾ Tarjumah : Humne Farmaya Tum Sab Jannat Se Utar Jao Phir Agar Tumhare Pass Meri Taraf Se Koi Hidayat Aaye To Jo Meri Hidayat Ka Pairo Huwa Use Na Koi Andesha Na Kuch Gham. (Ayat 38) وَالَّذِیۡنَ کَفَرُوۡا وَکَذَّبُوۡا بِاٰیٰتِنَاۤ اُولٰٓئِکَ اَصْحٰبُ النَّارِ ۚ ہُمْ فِیۡہَا خٰلِدُوۡنَ﴿۳۹﴾٪ Aur Wo Jo Kufr Karein Aur Meri Ayatein Jhootlayege Wo Dozakh Wale Hai Unko Humesa Usme Rahna Tafseer Yani Phir Sikh Liye Adam Ne Kuch Kalma Jo ALLAH Ne Ilhaam Farmaye Aur رَبَّنَا ظَلَمْنَاۤ اَنۡفُسَنَا (Surah A'araf Ayat 23) Thay, Au...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 26 فَاَزَلَّہُمَا الشَّیۡطٰنُ عَنْہَا فَاَخْرَجَہُمَا مِمَّا کَانَا فِیۡہِ ۪ وَقُلْنَا اہۡبِطُوۡا بَعْضُکُمْ لِبَعْضٍ عَدُوٌّ ۚ وَلَکُمْ فِی الۡاَرْضِ مُسْتَقَرٌّ وَّمَتٰعٌ اِلٰی حِیۡنٍ﴿۳۶﴾ ✏️Tarjumah : To Shaitaan Ne Jannat Se Unhe Lagzish Di Aur Jaha Rahte Thay Waha Se Unhe Alag Kar Dia Aur Humne Farmaya Niche Utaro Aapas Me Ek Tumhara Dusre Ka Dushma Aur Tumhe Ek Waqt Tak Zamin Me Thheharna Aur Bartana Hai (Ayat 36) Tafseer Tauzeeh : Yani Jab Aadam Wa Hawa Jannat Me Rahne Lage To Shaitaan Ne Unhe Lagzish Yani Wargalaya Aur Unse Qasam Kha Kar Kaha Ke Main Tumhara Khair Khwa Hun, Main Tumhe Aisa Darkhat Batao Jiske Khane Se Tum Humesa Zinda Raho, Surah Airaf Me Iska Pura Bayan Hai Aur Jaha Wo Rahte Thay Waha Se Unhe Alag Kar Dia Yani Jannat Se, Aur Humane Unse Farmaya Ke Nichhe Utaro Yani Jannat Se Zamin Par Jao Mah Apni Aulad Ke Jo Tumhare Salb Me Hai Apas Me Har Ek Dusre Ka Dushman Hoga Yani Tumhari Zuriyat Me Se Ek Ka Dus...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 25 وَقُلْنَا یٰۤاٰدَمُ اسْکُنْ اَنۡتَ وَزَوْجُکَ الْجَنَّۃَ وَکُلَا مِنْہَا رَغَدًا حَیۡثُ شِئْتُمَا ۪ وَلَا تَقْرَبَا ہٰذِہِ الشَّجَرَۃَ فَتَکُوۡنَا مِنَ الظّٰلِمِیۡنَ﴿۳۵﴾ ✏️Tarjumah : Aur Humane Farmaya Aey Aadam Tu Aur Teri Bibi Is Jannat Me Raho Aur Khao Usme Se Berok Tok Jaha Tumhara Ji Chahe Magar Us Perd Ke Pass Na Jana Ke Had Se Badne Walo Me Ho Jaoge. Tafseer Tauzeeh Yeh Pichhali Ayat Ka Tatmiyah Hai, Yani Adam Allaysallam Ko Khal'at Niyabat Milne Aur Masjud E Malaika Banane Ke Bad Humane Unse Farmaya Aey Adam Tu Aur Teri Zauwja (Hawa) Jo Unki Tasli Ke Liye Unki Baye Pasli Se Paida Ki Gayi Thi, Raho Aur Khao Aur Is Jannat Me Berok Tok Jaha Tumhara Ji Chahe Magar Us Perdh Ke Pass Na Jana Yani Usko Na Khana Ke Had Se Bad Jaane Walo Me Se Ho Jaoge Yani Nafarmaan Thhehroge. Tambiyah : Jis Darkhat Ke Pass Jane Aur Use Khane Ki Mumaniyat Ki Gayi Thi Wo Darkhat Mash'oor Hai Ke Gehu Ka Tha, Magar Sa'adi Wa Saeed Ibn Ju...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 24 وَ اِذْ قُلْنَا لِلْمَلٰٓئِکَۃِ اسْجُدُوۡا لِاٰدَمَ فَسَجَدُوۡۤا اِلَّاۤ اِبْلِیۡسَ ؕ اَبٰی وَاسْتَکْبَرَ٭۫ وَکَانَ مِنَ الْکٰفِرِیۡنَ﴿۳۴﴾ ✏️Aur(Yad Karo) Jab Humne Farishto Ko Hukm Dia Ke Adam Ko Sajda Karo To Sab Ne Sajda Kia Siwa E Iblis Ke Munkir Huwa Aur Garoor Kia Aur Kafir Ho Gaya. Tafseer Jab Adam Allaysallam Ki Azmat Wa Fazilat Malaika Par Zahir Ho Gayi Aur Bargah E Rabul Izzat Se Unhe Khal'at Niyaabat Ata Huwa To Malaika Ko Unhe Sajda E Tazimi Karne Ka Hukm Dia Gaya Jiska Zikr Is Ayat Me Farmata Hai Ke Aey Nabi ! Yad Karo Jab Humne Farishto Ko Hukm Dia Ke Aadam Ko Sajda E Tazimi Karo To Sab Farishto Ne Sajda Kia Magar Shaitan Ne Jo Malaika Me Mila Huwa Tha Sajda Karne Se Inkar Kia Aur Garoor Kia Aur Kaha : Main Inse Achha Hun Aur Kafir Ho Gaya. Is Ayat Se Zahir Ho Gaya Ke Hasad Aur Guroor Khawa Zahir Ho Ya Poshida Bada Gunah Hai, Admi Ko Is Se Bachna Lazim Hia Aur Khuda Ki Nafarmai Se Aadmi Raandha Dargah (Jo Darbar E ...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 23 قَالَ یٰۤاٰدَمُ اَنۡۢبِئْہُمۡ بِاَسْمَآئِہِمْ ۚ فَلَمَّاۤ اَنۡۢبَاَہُمْ بِاَسْمَآئِہِمْ ۙ قَالَ اَ لَمْ اَ قُلۡ لَّکُمْ اِنِّیۡۤ اَعْلَمُ غَیۡبَ السَّمٰوٰتِ وَالۡاَرْضِۙ وَاَعْلَمُ مَا تُبْدُوۡنَ وَمَا کُنۡتُمْ تَکْتُمُوۡنَ﴿۳۳﴾ ✏️Farmaya Aey Aadam Bata De Unhe Sab (Ashiya Ke) Naam Jab Usne (Yani Adam Ne ) Unhe Sab Ke Naam Bata Diye Farmaya Main Na Kahta Tha Ke Main Janta Hun Aasmaan Aur Zamin Ki Sab Chhipi Chizein Aur Main Janta Hun Jo Kuchh Tum Zahir Karte Aur Jo Kuchh Tum Chhipate Ho Tafseer Jab Malaika Ne Apne Aajiz Ka Iqrar Kia To ALLAH Ta'ala Ne Aadam Allaysallam Se Farmaya : Aey Adam In Farishto Ko Un Chizo Ke Naam Batao, Pas Aadam Allaysalam Ne Un Chizo Ke Naam Bata Diye Aur Unke Paida Karne Ki Hikmat Wa Maslehat Bhi Bata Di To ALLAH Ta'ala Ne Bataur Sar Zinsh Farmaya : Main Na Kahta Tha Ke Aasmano Aur Zamin Ki Sabhi Chhipi Hui Chizein Janta Ho Aur Main Janta Hun Jo Kuch Tum Zahir Karte Ho Aur Chhupate Ho, Ayat Me مَا...
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 22 قَالُوۡا سُبْحٰنَکَ لَا عِلْمَ لَنَاۤ اِلَّا مَا عَلَّمْتَنَا ؕ اِنَّکَ اَنۡتَ الْعَلِیۡمُ الْحَکِیۡمُ﴿۳۲﴾ ✏️Bole Paaki Hai Tujhein Hume Kuch Ilm Nahi Magar Jitna Tune Humein Sikhaya Beshak Tu Hi Ilm Wa Hikmat Wala Hai (Ayat 32) Tafseer Jab Malaika Un Chizo Ke Naam Batane Se Aajiz Hue Jo Un Par Paish Ki Gayi Thi To Unhne Janaab Bari Ta'ala Me Arz Ki : Tujhe Paki Hai Hume Kuch Ilm Nahi Magar Jis Qadr Tune Hume Sikhaya Beshak Tu Hi Ilm Wa Hikmat Wala Hai Tujh Se Koi Chiz Chhupi Nahi Aur Na Koi Teri Hikmat Se Khali Hai. 📚Tafseer E Razvi Jild 1 Safah 25 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Tafseer E Razvi 🥀* Post 21 وَعَلَّمَ اٰدَمَ الۡاَسْمَآءَ کُلَّہَا ثُمَّ عَرَضَہُمْ عَلَی الْمَلٰٓئِکَۃِ ۙ فَقَالَ اَنْۢبِـُٔوْنِیْ بِاَسْمَآءِ ہٰۤؤُلَآءِ اِنۡ کُنۡتُمْ صٰدِقِیۡنَ﴿۳۱﴾ ✏️ Aur ALLAH Ta'ala Ne Aadam Ko Tamaam (Ashiya'a) Ke Naam Sikhaye Phir Sab (Ashiya'a) Ko Malaika Par Paish Karke Farmaya Sache Ho To Inke Naam To Batao Tafseer Pas ALLAH Ta'ala Ne Adam Allaysalalm Ke Khalifa Banane Ka Malaika Me Elaan Karne Ke Bad Unka Putla Is Tarah Banaya Ke Ek Farishta Ko Zamin Se Har Jagah Se Thodi Thodi Mitti Laane Aur Use Har Qism Ke Paani Me Gundhane Aur Us Se EK Putla Banaye Ka Hukm Dia, Pas Farishta Ne Makka Wa Taif Ke Darmiyan Bamuqam E Nauman Usi Tarah Ek Putala Banaya Aur ALLAH Ne Apne Dast E Qudrat Se Uske Tamaam A'aza Banaye Aur Ek Arsa Tak Us Putale Ko Usi Halat Me Rakha, Farishtein Use Dekh Kar Taajub Karte Thay Ke Is Me Khuda Ki Kya Hikmat Hai Aur Ibliss Use Haqaarat Se Dekhta Tha Magar Jab Usne Qalb Ko Dekha To Hairan Huwa...