🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Tafseer E Razvi 🥀*



Post 30

وَ اَقِیْمُوا الصَّلٰوةَ وَ اٰتُوا الزَّكٰوةَ وَ ارْكَعُوْا مَعَ الرّٰكِعِیْنَ(۴۳)

✏️Aur Namaz Qayam Rakho Aur Zakaat Do Aur Ruku Karne Walo Ke Sath Ruku Karo (Ayat43)

Tafseer

Yani Pancho (5) Waqt Ki Namaz Pado Aur Apne Malo Ke Har Saal Zakat Nikaal Do Aur Namaz Ya Ruku Namaz Padne Walo Ke Sath Pado Yani Ashaab E Muhammad ﷺ Ke Sath, Ke Yaahud Ki Namaz Me Ruku Na Tha Aur Alhida Namaz Padte Thay Isliye Unhe Hukm Dia Gaya Ke Wo Musalmano Ke Sath Un Jaisi Namaz Pade, Isme Jamaat Se Namaz Padne Ki Targib Hai Ke Jamaat Se Namaz Padna Akele Namaz Padne Se 7 Guna Zayda Fazilat Rakhta Hai Jaisa Ke Bukhari Ki Hadees Me Aaya Hai.

📚Tafseer E Razvi Jild 1 Safah 30



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत