🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Tafseer E Razvi 🥀* 



Post 22

 قَالُوۡا سُبْحٰنَکَ لَا عِلْمَ لَنَاۤ اِلَّا مَا عَلَّمْتَنَا ؕ اِنَّکَ اَنۡتَ الْعَلِیۡمُ الْحَکِیۡمُ﴿۳۲﴾

✏️Bole Paaki Hai Tujhein Hume Kuch Ilm Nahi Magar Jitna Tune Humein Sikhaya Beshak Tu Hi Ilm Wa Hikmat Wala Hai (Ayat 32)
Tafseer
Jab Malaika Un Chizo Ke Naam Batane Se Aajiz Hue Jo Un Par Paish Ki Gayi Thi To Unhne Janaab Bari Ta'ala Me Arz Ki : Tujhe Paki Hai Hume Kuch Ilm Nahi Magar Jis Qadr Tune Hume Sikhaya Beshak Tu Hi Ilm Wa Hikmat Wala Hai Tujh Se Koi Chiz Chhupi Nahi Aur Na Koi Teri Hikmat Se Khali Hai.

📚Tafseer E Razvi Jild 1 Safah 25



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत