🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Tafseer E Razvi 🥀*



Post 29

وَلَا تَلْبِسُوا الْحَقَّ بِالْبٰطِلِ وَتَکْتُمُوا الْحَقَّ وَاَنۡتُمْ تَعْلَمُوۡنَ﴿۴۲﴾

✏️Aur Haq Se Batil Ko Na Milao Aur Deeda Wa Danista Haq Na Chhupao

Tafseer

Tambiyah :

لَا تَلْبِسُوا  
Ke Mukhatib Agar Che Bani Israil Hai Lekin Is Me Jarbdast Taujeeh Humare Liye Bhi Hai Ke Hum Me Baz Ulma Aur Qazi Wa Mufti Iske Murtkib Hai, Agraaz Deenwi Ke Liye Wo Ahkam Wa Ayaate Illahi Ko Gair Mahal Chaspa Karte Unme Taawil Karke Duniadaro Se Fayda Uthahte Hai.
(Azizi)

📚Tafseer E Razvi Jild 1 Safah 30



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत