IRSHAADATE AALA HAZRAT

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 IRSHAADATE AALA HAZRAT 🥀*



*⚠️Post # 05*

*✍️ SAFVE AWWAL KI FAZEELAT*
 
*Irshaad :* Hadees Me Farmaya Agar Logo Ko Maalum Ho Jaye Ki Safe Awwal Me Namaz Padhne Ka Kis Qadar Sawab Hai To Zaroor Is Qurrah Andaazi ( Lottery Ki Tarah Number Nikalna) Kiya Jaata… Yaani Har Ek Safe Awwal Me Khada Hona Chahta Hai Aur Jagah Ki Tangi Ki Wajah Se Quraah Andaazi Par Faisla Hota. 

✅Sabse Pahle Imaam Par Rahmate Ilaahi Naazil Hoti Hai Fir Safe Awwal Me Jo Thik Piche Khada Ho Yaani Muezzin Aur Muezzin K Daahini Jaanib Fir Baaye .. Isi Tarah Dusri Saf Me Muezzin K Thik Piche Us K Daaye Fir Baaye. Aise Hi Aakhir Saf Tak.. 

📚( AL-MALFOOZ )

Jaari Hai.........In.....Shaa.....ALLAH...

↪ To Join ⤵



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत