IRSHAADATE AALA HAZRAT

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 IRSHAADATE AALA HAZRAT 🥀*



*⚠️Post # 09*

*✍️ NAMAAZ KI AHMIYAT*

✅ Irshaad Farmaya Namaz Ko Logo Ne Aasan Samajh Liya Hai . Awaaz Bechare Kis Ginti Me Baaz Bade-Bade Aalim Jo Kahlate Hai Unki Namaz Bhi Sahi Nahi Hoti.. Ibadat Mahaz Sirf ALLAH K Liye Hona Chahiye . Kabhi Apne Amaal Par Naaza Na Ho Ki Kisi K Umr Bhari K Nek Amaal Uski Ek Nemat Ka Jo Usne Apni Rahmat Se Ata Farmai Hai Badla Nahi Ho Sakte .. 📚AL MALFOOZ 

🔴NOTE : Namaz Ko Halqe Me Lena Kufr Hai … Matlab .. Jaise Aaj Kal Log Bolte Hai ..Namaz Hi To Padhni Hai .. Kis K Bhi Piche Padh Lo.. Kaisi Bhi Padh Lo …..🔴

Jaari Hai.........In.....Shaa.....ALLAH...

↪ To Join ⤵



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत