🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴





🥀 *MASLAQE AALAHAZART ZINDABAD KEHNA KESA*🥀




Masla :- Maslak E Ala Hazrat kaisa hai ? Aur Maslak E Ala Hazrat zindabad kehna kaisa hai ? Mudallil w Mufassal jawab enayat farma kar Mutmaeen farmaye nawazish hogi. 

Jawab :- Maslak Ala Hazrat wohi Maslak aur Mazhab hai jo HUZUR E AQDAS ﷺ se le kar duniya main maboos huwe. Aur unhee Aqaayed W Aimaal ka naam hai jo Tamam SAHABA E KARAM رضی الله عنہ ka thaa jise SAHABA E KARAM se TAAB'EEN ne liya. TAAB'EEN se TABAA TAAB'EEN ne liya aur qurnan baad qarne ISLAAF se muntaqil hota chala aaraha hai. Jo SARKAR E GAUS E AZAM aur SARKAR GARIB E NAWAZ aur Tamam AULIYA E KARAM w ULMA E AHLE SUNNAT ka thaa. Unhi AQAAYED W AIMAAL ki ishaat apne ahad main MUJADDID AZAM ALA HAZRAT QUD SARA ne farmayi. 

Sirf devbandiyo Maidoodiyo wahabiyo suleh kuliyo se imtiyaz ke liye MASLAK E ALA HAZRAT rakha gaya. Bila shuba MASLAK E ALA HAZRAT zindabad ka Naara lagana sahi hai. 

📚 Fatawa Sharah Bukhari. 
Jild 3 Razviyaat. Page no 375

*✍ Hadrat Allama Mufti Sharif ul haq Amjadi*




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत