ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤ЁЯПБЁЯФ┤




*ЁЯеА Khatame Nabuwat By Aala Hazrat ЁЯеА*



Post 1

Masla
Kya Farmate Hai Ulma Deen Wa Muftiyan E Sharah Matin Is Masla Me Ke Walid Sakin Mash'hid Ke Apne Aapko Syed Kahlwata Apne Aqeedah Baye Taur Par Rakhta Hai Ke Hazrat Ali Wa Fatimah Wa Husain Radiallahu Ta'la Anhum Ko Ambiyah Wa Rasool Kahna Sabit Hai Aur Apne Ra'am Iska Sabut Hadeeso Se Batata Hai, Esa Aqeedah Rakhne Wala Musalmaan Sunat Wa Jamamt Aauliyah E Kamlin Se Hai Ya Gali Rafzi Kafir Aauliya E Shiyatin Se ? Aur Jo Shkahs Aqeedah E Kufariyah Rakhe Wo Syed Ho Sakta Hai Ya Nahi ? Aur Use Syed Kahna Rawa Hai Ya Nahi ?

(Bayan Kijiye Ajar Hasil Kijiye)

Tamaam Khubiyah Allah Ta'la Rabul Alamin Ko Aur Salam Tamaam Rasoolo Par, Mohammad я╖║ Tum Me Se Kisi Ek Mard Ke Baap Nahi Lekin Allah Ke Rasool Aur Nabiyon Ke Pichhle Aur Allah Ta'la Har Shaye Ka Alim Hai.

Aey Wo Zaat Jis Par Allah Ta'la Aur Uske Rasool Ke Farishto Ke Durood Aur Uske Aal Wa Ashab Par Aur Salam Kamil. Aameen

Aey Mere Rab Main Teri Panah Mangta Hun Shaiyatin Ke Waswaso Se Aur Aey Mere Rab Main Teri Panah Magnta Hun Ke Wo Mere Pass Aaye, Aur Salat Khatam Ul Mursalin Par Jo Tamaam Ambiyah Se Paidaish Main Awal Aur Baisht Me Unse Aakhir Aur Uski Aal Wa Ashab Aur Tabaeen Par, Aur Lannat Aur Halakat, Ruswai Aur Zillat Ho Allah Ta'la Ki Taraf Se Sharkash Jino Aur Insani Shaitano Par, Aur Un Sab Ke Shair Se Humesa Hume Pana Dey, 
Aameen



ЁЯССЁЯССЁЯССЁЯССЁЯССЁЯССЁЯССЁЯССЁЯССЁЯСС
*ЁЯПБ MASLAKE AALA HAZRAT ЁЯФ┤*

рдЯिрдк्рдкрдгिрдпाँ

рдЗрд╕ рдм्рд▓ॉрдЧ рд╕े рд▓ोрдХрдк्рд░िрдп рдкोрд╕्рдЯ

Aur Jo Unse Kaha Jaye Zamin Me Fasaad Na Karo To Kahte Hai Hum To Sanwarane Wale Hai(Ayat 11)7⃣

рдЗрдоाрдо рдЕрд╣рдордж рд░рдЬ़ा рдЦां рдл़ाрдЬ़िрд▓े рдмрд░ैрд▓рд╡ी рдЕрд▓ैрд╣िрд░्рд░рд╣рдоा рдХिрддрдиे рдмाрд░ рд╣рдЬ़ рд╡ рдЬ़िрдпाрд░рдд рдХी рд╕рдЖрджрдд рд╕े рдоुрд╢рд░्рд░рдл़ рд╣ुрдП*0️⃣1️⃣

рдЖрд▓ा рд╣рдЬ़рд░рдд рдФрд░ рдиाрдоूрд╕ рдП рд░िрд╕ाрд▓рдд я╖║ рдХा рдкрд╣рд░ा