🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴





*🥀 ALA HAZRAT PAR AITRAZ KE JAWABAT 🥀*



🚫AITRAAZ...
AHMED RAZA NE HUSSAIN
(RAZIALLAHU ANHU)KE MAZAR MUBARAK KI
TAZVEER RAKHNA JAIZ LIKHA.
☑JAWAB-
📌AISI TASVEER KISI BUZURG KI
MAZAR KI RAKHNA JAYAZ HAI,
BATAO SHARAI KHARABI KAHA HAI.
🚫AITRAAZ...
AHMAD RAZA KHAN PAAN KHATE AUR HUKKA PITE THE,
YE BURI BAAT HAI.
☑JAWAB-
📌GAR YE BURI BAAT HAI TO
FATAWAE RASHEEDIA ME DEKHLO WAHABI GANGWI NE PAN
HUKKA KA KHANA PEENA DURUST LIKHA HAI.
📌KYA KHYAL HAI DEOBANDIO
GANGAWI NE BURI AADATO KO
HUKM DIYA.
🚫AITRAAZ...
AHMAD RAZA KHAN NE ALLAH TALA KI SHAN ME NA’ZEBA
KALMAT LIKHE-FATAWA RAZWIYA....
☑JAWAB-
📌WHO KALIMAT KISI BATIL
AQEEDA KE SILSILE ME KAHE KI
DEOBANDI AQEEDA…..
ALLAH TALA JHOOT BOL SAKTA HAI
(MAZ’ALLAH)
📌IS PAR AALA HAZRAT NE KHARABIYA BAYAN KI WAH
TUMNE NAHI BATAYA
KYUKI US AQEEDA PAR BAA’Z
DEOBANDI BHI LANAT KARTE HAI SHARM KARO AGAR
DEOBANDIYO KO ALLAH TALA KI PAKIZAGI PAR IMAN HAI
TO IMKANE KAZB SE TAUBA KAR
LO...
🚫AITRAAZ...
AHMAD RAZA KHAN KE RASA’AIL HI RASA’AIL HAI WHO
KITAB NAHI KAHLA SAKTE...
☑JAWAB-
📌ARE THANVI KI RASA’AIL KO
TUM KO TUM KITAB ME SHUMAR KAR SAKTE HO TO HAM
AALA HAZRAT KE RASA’AIL KO KITAB KYU NAHI KAH
SAKTE..
📌RAFAA’DEN KE RASA’AIL9 SAFHATHO KAR KITAB BAN
JAYE TO AALA HAZRAT KE 40 SAFHAT HOKAR KITAB KYU
NAHI BAN SAKTI...
🚫AITRAAZ...
AALA HAZRAT NE HUNDUSTAN KO DARUL SALAM KARAR
DIYA,
JAB KI WO DARUL HARAB HAI.
LIHAZA AHMAD RAZA KO MALOOM HI NAHI
THA KI IS KA KYA HUKM HAI..
☑JAWAB-
📌KARAMAT ALI JAUNPURI,
SIDDIQ UI HASAN,
MOHAMMAD HUSSIAN
BATALVI,
NAZEER HUSSAIN ,
NAZEER AHMED THANVI,
ABDUL HAEE LAKHNAWI IN SAB KI KITABO ME
LIKHA HAI KI HINDUSTAN DARUL
HARAB NAHI,
📌BATAO TUM JHOOTHE
YA YE SAB,
KYA YEH JAHIL THE?
📌QASIM NANOTVI NE DARUL HARAB BHI KAHA AUR
DARUL SALAM BHI KAHA,
📌ASHRAF ALI THANVI DARUL
SALAM HONE PAR TARJEEH DETE
THE
”TAHZEERUL KHWAN” ME.




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत