TARJUMA E QURANE KAREEM 1⃣0⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



 *🥀 ZIKR-E-IMAM AHMAD RAZA KHAN رحمت اللہ علیہ 🥀*



*👉 POST: 🔟*

📖 *Tarjuma-e-Qurane Kareem* 
🌹 _Mere Aaqa A’la Hazrat رحمة الله تعالى عليه Ne Quran kareem ka Tarjuma kiya Jo Urdu ke Mojudah Tarajim me sab per faiq *(ya’ni foqiyat)* hai._ 

💙 *Tarjuma ka Naam “Kan-ul-Emaan” hai jis per Aap ke khalifa Hazrat Sadr-ul-Afazil Maulana Sayed Muhammad Naeem-u-Din Muradabadi ne ba-naam ‘Khazain-ul-Irfan’ Aur Mufassir-e-Shaheer Hakeem ul-Umat Hazrat Mufti Ahmad Yar Khan رحمة الله تعالى عليه ne ‘Noor-ul-Irfan’ ke Naam sae hashiya likha hai.*

  _*Ref:↴*_ 
📚 _[ Tazkirh e Imam Ahmad Raza Khan page no:19 ]_


     📮 *Next Post Continue...*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत