ISHQ E RASOOL ‎ﷺ*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



 *🥀 ZIKR-E-IMAM AHMAD RAZA KHAN رحمت اللہ علیہ 🥀*



*👉 POST: 0⃣8️⃣*

💖 *Ishq-E-Rasool ﷺ* 
🌴 _Mere Aaqa A’ala Hazrat Ishq-e-Mustafa ﷺ ka sarta-Paa Namuna the, Aap رحمة الله تعالى عليه ka Na’tiya Dewan *"Hadaiq-e-Bakhshish Sharif"* is Amar ka Shahid hai. Aap ki Noq-e-Qalam balke Gehra’e qalb se Nikala huwa her misr’a Mustafa Jan-e-Rahmat se Aap ki bepayan A’qedat-o Mahabat ki Shahadat deta hai._ 

💎 *Aap رحمة الله تعالى عليه ne kabhi kisi dunyavi Tajdar ki Khushamad ke leye Qaseeda nahi likha, is liye ke Aap رحمة الله تعالى عليه ne Huzoor-e-Tajdar-e-Risalat ki Eta’at-o-Gulami ko Dil-o-jaan se Qabool ker liya tha. Aur us me Martaba-e-kamal ko Puhnchay huwe the, Is ka Izhar Aap رحمة الله تعالى عليه Ne Ek shay’r me Is Tarah farmaya*

✨ _*ᴜɴʜᴀɪɴ ᴊᴀɴᴀ ᴜɴʜᴀɪɴ ᴍᴀɴᴀ ɴᴀ ʀᴀᴋʜᴀ ɢᴀʏʀ sᴇ ᴋᴀᴀᴍ*_ 

 ✨ _*ʟɪʟʟᴀʜ-ɪʟ-ʜᴀᴍᴅ ᴍᴀɪɴ ᴅᴜɴɪʏᴀ sᴇ ᴍᴜsᴀʟᴍᴀɴ ɢᴀʏᴀ*_

 _*Ref:*_
📚 _[Tazkirh e Imam Ahmad Raza Khan page no:10 ].._

     📮 *Next Post Continue...*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत