SIRF EK MAAH ME HAFIZ E QURAAN 0⃣7⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



 *🥀 ZIKR-E-IMAM AHMAD RAZA KHAN رحمت اللہ علیہ 🥀*



*👉 POST: 0⃣7️⃣*

☘ *Sirf Ek Maah Mein Hafiz-e-Quran* 
🌟 _Janab Sayed Ayoub Ali Sahib ka bayan hay kay Ek Roz A’la Hazrat ne irshad farmaya kay baaz na- waqif hazrat meray naam kay aagay Hafiz likh diya karte hain, halanke mein is laqab ka ahal nahi hon. Sayed Ayoub Ali Sahib farmate hain ke A’la Hazrat ne Isi roz se Dour shuru ker diya Jis ka waqt Galiban I’sha ka wuzu farmane kay b’ad se jama’at qaim honay tak makhsos tha._ 

💐 *Rozana Ek Para yad farma liya karte the., yahan tak ke Teesven Roz Teesva Para Yaad farma liya. Ek Mo’qay per farmaya ke mein ne kalam-e-Pak Bil-tarteeb ba-koshish Yaad kar liya Aur ye is liye ke in bandgan-e-Khuda ka (jo meray naam ke aage hafiz likh diya karte hain) kehna ghalat sabit na ho.* 

🌴 _Allah ki un Per Rahmat Ho Un ke Sadqe Hamhari bay-hisab Maghfirat Ho._

 💫 *AMEEN SUMMA AMEEN* 

   _*Ref:↴*_ 
📚 _[ Aidans safa 208 ]_

📚 _[ Tazkirh e Imam Ahamad Raza Khan page no: 09 ]_..

     📮 *Next Post Continue...*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत