A'ALAHAZRAT KA SHAN E WILADAT 0⃣2⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



 *🥀 ZIKR-E-IMAM AHMAD RAZA KHAN رحمت اللہ علیہ 🥀*



*👉 POST: 0⃣2️⃣*

🏁 *A’ala Hazrat ka San-E-Wiladat* 
🌺 _Mere Aaqa A’ala Hazrat رضي الله تعالى عنه ne Apna san-e-Wiladat parah 28 Surat-ul-Mujadalah ki aayat Number 22 se Nikala hai. Is A’yat-e-karima ke Ilm-e-Abjad kay ay’tibar ke Mutabiq 1272 A’dad hayn Aur hijri saal ke hisab se yahi apka san-e-Wiladat hai. Chuna-chaye Maktabat-ul-Madina ki Matbu’a malfozat-e-A’ala Hazrat رضي الله تعالى عنه safha 410 per hai: Wiladat ki tarekhiyon ka zikar tha Aur is per_ 

 🌴 *_Sayyadi A’ala Hazrat رضي الله تعالى عنه ne Irshad farmaya: Meri Wiladat ki Tareekh is A’yat-e-karima me hai:_*

*اولءك كتب قلوبهم الإيمان وايدهم بروح منه*

👉 *Tarjama-e-Kanz-ul-Imaan:*
 Ye hain Jin ke Dilon me Allah ne Imaan naqsh farma diya Aur apni taraf ki rooh se un ki madad ki.

💖 *Aapka Naam-e-Mubarak Muhammad hai Aur Aapkay Dada ne Ahmed Raza kah ker Pukara Aur isi Naam se Mash’hor huwe.*

 *📚 _[ Tazkirhe Imam Ahmad Raza Khan page no:02 ]_*

     📮 *Next Post Continue...*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत