WILADAT E BA SA'ADAT 0⃣1⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴







 *🥀 ZIKR-E-IMAM AHMAD RAZA KHAN رحمت اللہ علیہ 🥀*







*👉 POST: 0⃣1️⃣*



*💖 Wiladat-e-Ba-Sa’adat* 

💎 *Mere Aaqa A’ala Hazrat, Imame Ahl-Sunnat, Wali-e- Ne’mat, Azeem-ul-Barakat, A’zeem-ul-Martabat, Parwana-e- Sham-e-Risalat, Mujadid-e-Den-o-Milat, Hami-e-Sunnat, Mahi-e-Bid’at, A’alim-e-Shari’at, Bais-e-Khayr-o-Barakat, Hazrat A’llama Maulana Al-Haj Al-Hafiz Al-Qari Shah*



💙 _*Imam Ahmad Raza Khanرضي الله تعالى عنه* ki wiladat-e-Ba-Sa’adat Bareli Shareef ke Mahalla Jasoli may 10 Shawwal-ul-Mukarram 1272 Hijri Baroz hafta ba-waqt-E- Zohar Mutabiq 14 June 1856 ko hui. San-e- Paydaish ke A’tibar se Aap ka naam Al-Mukhtar *(1272 Hijri)* hai._



📚 *_[ Hayat-e-A'ala Hazrat Jild 1 safa 58 Babul Madina Karachi ]_* 



📚 *_[ Tazkirh-e-Imam Ahmad Raza Khan page no: 2 ]_* 



      _📮 Next Post Continue...._

    





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑

*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Aur Jo Unse Kaha Jaye Zamin Me Fasaad Na Karo To Kahte Hai Hum To Sanwarane Wale Hai(Ayat 11)7⃣

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और नामूस ए रिसालत ﷺ का पहरा