A'ALAHAZRAT PAR SHIA HONE KA JHUTHA ILZAAM 05

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



🥀 *Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Par Shia Hone Ka Jhuta Ilzaam*🥀



🔖 PART 05 (LAST PART)

🎴🀄🀄🎴🎴🀄🀄🎴

⛔ Aala Hazrat Par Ilzaam Lagane Nikle Khud k ghar me Itne Saare Paidaishi khatmal maujood hai...

🚫 Ye ALLAH ki maar hai tum par uske bando pe ilzaam tarashi ki khud k ghar me lawaris Shia Paida kar rkhe ho.

🚫 Tumhare mazhab ki bunyaad khud 1857 k baad huwi isliye tumhari khud ki jamaat me jitne hain yaa to Sunni the ya Shia the...

❌ Ye to Wahabi Jamat k chote bete Ghair Muqallideen Ki baat huwi ab bade bete Deobandi ye bhi same aitraaz karte hai.

❌ Inse Bhi Bas Ek Hee Sawal Hai Zyada nahi jisko Sabse zyada jaante maante ho wo hai inke Hakimul Ummat Maulvi Ashraf Ali Thanvi, Thanvi k Naam me Aage ALI kyu likha Hai ?

🚫 Kya Thanvi bhi Shia Tha ? ALI likhne Ki thoda wazahat bhi kar de hamey.

⛔ Ab Hamare Chand Sawal Hai Wahabiyo Se Jab Tak Zinda Ho Ya Qayamat Tak Jawab De Dena waise ummid nahi hai hume iski bhi k jawab aayga...

1⃣ Ye Naam Se Shia hona Laazim aaya Hai Ye kis Quran Ki Aayat ya hadees E Paak Me Aaya Hai ? 

2⃣ Kis Sahabi Ka ya Tabain Se Saabit Hai k ye Naam Shiya K Hai Aur Rakhna Nazaiz o Haram ? 

3⃣ Ye Kanoon Kaha Mauzood Hai ye Naam Rakhne Se Koi Shia Hojata hai ? 

4⃣ Shia Insaan Kab hota hai ye Naam Se Ya Shiat k Aqaid Se ? 

5⃣ Yaa Phir Sirf Naam Se Shia Hojata Hai yaa unke Aqaid o Nazariyat Se ? 

⛔ Itne Sawal yaha Kaafi hai warna is unwaan mein hi aur bhi bahot se sawal hai, inka hi jawab tum de sakte kabhi...???

⌛ TOPIC OVER...



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत