MASLAK E A'ALAHAZRAT ZINDABAAD KAHNA KAISA HAI

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 Razwiyat 🥀*





Maslak E Ala Hazrat Zindabad Kahna Kaisa Hai ?

Masla Maslak E Ala Hazrat Kaisa Hai ? Aur Maslak E Ala Hazrat Zindabad Kahna Kaisa Hai, Mudalal Wa Mufsal Jawab Inayat Farma Kar Mutmaeen Farmaaye.
Nawajish Hogi.

Al Jawaab

Maslak E Ala Hazrat Wahi Maslak Aur Mazhab Hai Jo Huzur Aqdas ﷺ Lekar Dunia Me Maboos Hue Aur Unhi Aqaid Wa Amaal Ka Nam Hai Jo Tamaam Sahaba E Kiram Radiallahu Ta'la Anhum Ka Tha, Jise Sahab Se Tabaeen Ne Liye Tha, Tabaeen Se Tabah Tabaeen Ne Liya, Aur Qaran Bad Qaran E Aslaf Se Muntqil Hota Huwa Aa Raha Hai. Jo Sarkar Gaus E Azam Aur Sarkar Gareeb Nawaz Aur Tamaam Aauliyah E Kiram Wa Ulma E Ahl Sunnat Ka Tha. Unhi Aqaid Wa Amaal Ki Isha'at Apne Ahad Me Mujadeed E Azam Ala Hazrat Quds Sira Ne Farmai. Sirf Deobandi, Maudio, Wahabiyon Sulakuliyon Se Imtiyaz Ke Liye Iska Naam Maslak E Ala Hazrat Rakha Gaya Aur Bila Shuba Maslak E Ala Hazrat Zindabad Ka Nara Lagana Sahi Hai.

Wallahu Ta'la Alam.

Fatwa E Shareh Bukhari Jild 3 Safah 375




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत