A'ALAHAZRAT KO MIRAT E RISALAT WA ZINNAAT E RISALAT KAHNA KAISA HAI

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 Razwiyat 🥀*





Ala Hazrat Ko Miraat E Risalaat Wa Zinnat E Risaalat Kahna Kaisa Hai ?

Masla

Ala Hazrat Fazil E Barelvi Radiallahu Ta'la Anho Ko Zinnat E Risaalat, Mirrat E Risaalat Kahna Sharan Kasia Hai ?

Al Jawab

Mujjadeed E Azam Quds Sira Ko Mirrat E Risaalat Kahne Me Koi Harj Nahi. Hadees Me Hai :

Aur Waris Apne Mauras Ka Aainadaar Hota Hai.

Zinnat E Risaalat Kahne Me Bhi Koi Harj Nahi. Zinnat Ka Muzin Ba Se Afzal Hona Lazim Nahi. Balke Umuman Zinnat Muzin Ba Se Kam Rutba Ki Hoti Hia. Jaise Taaj Badhshah Ki Zinnat Hai, Magar Badhshah Se Afzal Nahi. Libaas Insaan Ki Zinnat Hai Magar Insaan Se Afzal Nahi. 

Quraan Hakim Me Farmaya Gaya :

زِیۡنَتَکُمْ عِنۡدَ کُلِّ مَسْجِدٍ

Jallain Me Iski Tafsir Ki Hai : Arbi Scan Me 

Wallahu Ta'la Allam.

Fatwa E Shareh Bukhari Jild 3 Safah 395




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

इमाम अहमद रज़ा खां फ़ाज़िले बरैलवी अलैहिर्रहमा कितने बार हज़ व ज़ियारत की सआदत से मुशर्रफ़ हुए*0️⃣1️⃣

आला हज़रत और रद्दे बिद्आत